← Home

Free Kundli widget — apni website par lagayein

Ek line ka code. Aapke visitors ki kundli seedha aapke page par ban jaati hai — unka data aapke paas bhi nahi jaata, hamare paas bhi nahi.

Live preview

Code — copy karke apni site me paste karein

Jahan widget dikhana hai, wahan ye do line paste karein:

<div id="aoa-kundli-widget"></div>
<script src="https://sahilrao.in/widget.js" async></script>

Kya hota hai jab visitor use karta hai

Aapko kya milta hai

Privacy

Widget sirf 4 field leta hai aur unhe seedha sahilrao.in par le jaata hai (naya tab). Aapki site par kuch save nahi hota. Hamare server par bhi bina user ki marzi kuch save nahi hota — poori detail privacy policy me hai.

Kaun lagata hai ise

Astrology blogs, pandit ji ki sites, jyotish YouTube channel ke websites, aur wo bloggers jo apne readers ko free kundli dena chahte hain.

Help chahiye?

WhatsApp: +91 93060 09161 — widget lagane me dikkat ho to bata dein.

Advanced Occult Astrology · sahilrao.in