Advanced Occult
Astrology
Start here

Birth Chart

Your kundli in 30 seconds — name, date, time, place.

More tools 10 tools

Kundli Calculator

By clicking “Get My Kundli” you agree to our Terms & Conditions and Privacy Policy.

Place lookup uses Open-Meteo. You can also enter latitude, longitude and timezone manually here.
Fill the place above, then generate.
Today
★ Aapka Tara 0
Aaj se shuru karo
7 din poore karo — 10 Tara bonus
Aaj kundli banao — Tara khud mil jayega
Locked section kholo
Chhoot
Tara sirf kamaa sakte ho — kharid nahi sakte.
— ✦ —
Sahil Rao
Vedic Astrologer · Advanced Occult Astrology
3+ years of practice · 1,000+ charts read · Hansi, District Hisar, Haryana
🔒 Aapki janm details sirf aapke phone me rehti hain — kahin bheji nahi jaatin
★★★★★

Log kya kehte hain

Advanced Occult Astrology par asli clients ke anubhav

★★★★★

I had a wonderful consultation with Astrologer Sahil Ji. He is extremely knowledgeable and genuine. His predictions were very accurate and his guidance was practical and positive. He listened to my problems very calmly and gave me clear remedies. I felt very positive after talking to him. Highly recommended!

Gurpreet KaurKundli consultation
★★★★★

Ye app bahut badiya hai. Isme sab details hain jo mujhe chahiye thi. Sabse zaroori baat is app me Nadi progression hai — jo mujhe ab tak nahi mil raha tha, ab mil gaya is app me. Thank you team for providing this many options…

SoniyaApp user
★★★★★

Thanks Sir, your readings are just excellent and exceptionally good. You made my day ❤️👍

VikasKundli consultation
★★★★★

Thank you Sahil. Aap se baat karke acha laga. Aap ne jo bhi bataya hai wo meri life se accurately match karta hai. Aaj ki consultation se mere bahut saare doubt clear ho gaye. Again, thank you 😇

Rohit KumarKundli consultation
★★★★★

A very well-designed and informative astrology app. It provides in-depth and authentic astrological guidance. The predictions for career, love, and health are insightful. Trustworthy and reliable.

PriyaApp user
↔ swipe karke aur padhein
Apna anubhav bhejein →WhatsApp par — aapka review yahan lagega

Ye asli clients ke reviews hain. Har review publish karne se pehle client ki anumati li jaati hai.

📚 Guides — 569 pages

Bhaav swami, grah bhaav me, rashi matching, nakshatra aur varga charts — sab ek jagah.

Sab guides dekho →

Aaj ka Rashifal

Vedic jyotish me din ka rashifal Chandra ke gochar se dekha jaata hai — aapki janma rashi se Chandra kis bhaav me hai. Neeche aaj ka Chandra aur aapki rashi ka asar diya hai.

—
Aaj Chandra —
Aapki poori kundli dekhein

Rashi sirf pehla step hai. Aapki poori kundli me dasha, bhaav, yogas aur upay sab hote hain.

AI Support

Kuch bhi poochho — kaunsa section kya karta hai, report ka price, consultation kaise book hoti hai, ya app ke baare me koi bhi sawaal. Jawab AI deta hai, isliye galti ho sakti hai — paise ya booking ke liye neeche diye section me confirm kar lein.

Feedback & Support

Feedback form

Website ke baare me 2 minute ka feedback dein — 7 Tara milte hain (din me ek hi baar).

Feedback bhar kar 7 Tara kamayein →

Family Kundli

Poora parivaar ek jagah. Ek baar janm details bhar dein — phir kisi bhi member ki kundli ek tap me khul jaayegi. Sab kuch is phone me rehta hai.

Saved Kundlis

Aap jo kundli banate ho wo is phone me automatically save ho jaati hai. Kisi bhi entry pe Open dabao to wo dobara khul jaayegi.

Backup ek file banata hai jismein aapki saari saved kundliyan hoti hain — usse naye phone me ya doosre browser me sab wapas la sakte ho. Ye file aapke paas hi rehti hai, kisi server par nahi jaati.

Dost bulao

Apna code doston ko bhejo — wo jude aur apni kundli banaye, to aapko Tara milte hain.

Kshetra Sphutak

Sirf stri (female) kundli ke liye. Moon + Mars + Jupiter ki position ka yog.

Kundli banao, phir yahan result dikhega.

Divorce Yoga

D1 aur D9 ki conditions milakar divorce ka yog. Jitni zyada conditions match, utna zyada percentage.

Kundli banao, phir yahan result dikhega.

Love Marriage — Percentage ❤️

D1 aur D9 ki 23 conditions, marks ke saath — jitni zyada conditions match, utna zyada percentage.

Kundli banao, phir yahan result dikhega.

Arudha Padas — A1 to A12

Har bhav ka Arudha Pada (Jaimini): A1 = Arudha Lagna, A12 = Upapada Lagna. Kaunsa pada kis bhav me baithta hai.

Kundli banao, phir yahan result dikhega.

Beej Sphutak

Sirf purush (male) kundli ke liye. Sun + Venus + Jupiter ki position ka yog.

Kundli banao, phir yahan result dikhega.

Notifications

Aapke liye message

Load ho raha hai...

My Account

Aapka account

Load ho raha hai…

Today’s Panchang

Aaj ka panchang — kundli banane ki zaroorat nahi.

Panchang nikala ja raha hai…

Tara System

Tara ek inaam hai — kamane ke liye roz aana padta hai. Yahan poori jaankari hai.

Tara kaise kamayein

  • Kundli banate hi — aaj ka 1 se 5 Tara khud mil jata hai. Button dabane ki zaroorat nahi.
  • 7 din ka streak poora — 10 Tara bonus.
  • Apni kundli banane par — 2 Tara. Din me ek hi baar.
  • Roz ka rashifal dekhne par — 1 Tara. Din me ek hi baar.
  • Kundli kisi bhi app par share karne par — 3 Tara. Din me sirf ek share ginta hai. Sirf tab milta hai jab share poora ho.
  • Dost bulaane par — dost judne par 10 Tara, uski kundli banne par 25 Tara. 3 dost ki kundli par 100 bonus, 5 par 250. (Dost bulao section)
  • Aaj ka Sawal sahi karne par — +2 Tara, roz ek naya sawal. (Aaj Aapke Liye section)
  • App download (install) karne par — 10 Tara. Sirf pehli baar — uninstall karke dobara install karne par dobara nahi milta.
  • Account se login karne par — 6 Tara. Mahine me sirf ek baar (30 din). Logout karke dobara login karne par us mahine dobara nahi milta.

Tara kaise kharch karein

Ye char section shuru me locked rehte hain. Tara se khulte hain, aur phir hamesha khule rehte hain. Ek baar kharch kiya, hamesha ke liye khula.

Yogas, Doshas & Lal Kitab Rin80 ★

Aapki kundli me kaun se raj yog bane hain, kaun se dosh hain — jaise Mangal dosh, Kaal sarp, Shani dosh, Pitra dosh. Aur Lal Kitab ke hisaab se uska upay. Ye jaanna zaroori hai, kyunki dosh pata na ho to upay bhi nahi milta. Bade-bade jyotish ise sabse pehle dekhte hain.

Ishta Devta50 ★

Aapka ishta devta kaun hai — yaani wo devta jo aapki kundli se juda hai, aur jiski upasana aapke liye sabse zyada faldayi hai. Ye 5th bhav aur aapke Atmakaraka se nikala jaata hai. Ishta devta pata hone se pooja, mantra aur sahi disha milti hai. Bahut log ye jaante hi nahi, aur galat devta ki pooja karte rehte hain.

Golden Time Period110 ★

Aapki zindagi ka sabse achha samay — wo dasha jo aapke liye sabse zyada faldayi hai. Isme bataya jaata hai ki kab aapka sabse achha daur chalega, aur us dauran kya-kya achha hoga — naukri, vyapar, ghar, rishta. Jo log apna golden time jaante hain, wo sahi samay par sahi kadam uthate hain. Ye aapki kundli ka sabse keemti hissa hai.

Timing of Marriage150 ★

Sabse zyada poochha jaane wala sawaal — shaadi kab hogi? Isme 7th bhav, Shukra, Guru aur dasha dekhi jaati hai. Aapko pata chalta hai ki shaadi ka sambhavit samay kab hai, kaun si dasha me hoga, aur kis saal sabse zyada sambhavna hai. Jaldi ya der hone ki wajah bhi. Ye section aapke parivaar ke liye bhi kaam aata hai.

Report par Rs. 50 ki chhoot35 ★

Koi bhi report lene par Rs. 50 ki chhoot. Aapko ek chhoot code milega — jaise TARA50-2610ABCD. Us code ko order karte waqt dikhana, aur Rs. 50 ki chhoot mil jayegi. Code aapke phone me safe rehta hai.

Consultation par Rs. 100 ki chhoot60 ★

Sahil Rao ji se consultation lene par Rs. 100 ki chhoot. Isme bhi chhoot code milta hai. Agar aap dono lena chahein — report aur consultation — to dono ke apne code milenge.

Dhyan: ek chhoot ek baar me ek hi lagti hai. Do chhoot ek saath nahi lagengi.

Niyam & shartein

  • Tara sirf kamaye ja sakte hain. Paison se kharide nahi ja sakte.
  • Ek din me ek hi baar roz ka Tara milta hai.
  • Din India ke samay (IST) se ginte hain. Raat 12 baje naya din shuru hota hai.
  • Streak toot jaye to wo 1 se dobara shuru hota hai. Purane Tara nahi jaate.
  • Share ka Tara sirf tab milta hai jab share poora ho. Share box band kar diya, to Tara nahi milega.
  • Share din me teen baar tak gina jaata hai.
  • Locked section ek baar khul gaya, to hamesha khula rahega.
  • Tara aapke phone me save hote hain. Browser ka data mitaya, to Tara bhi mit jayenge.
  • Tara ki koi cash value nahi hai. Ye sirf inaam hain, paisa nahi.
  • Chhoot ek baar me ek hi lagti hai. Do chhoot ek saath nahi.
  • Chhoot code aapke phone me save hota hai. Order karte waqt dikhana.
  • Chhoot ki koi aakhri tareekh nahi — jab chaho use kar lo.

Ye kyun hai

Jyotish me sabr kaam aata hai. Tara aapko roz wapas laate hain — thoda thoda. Jitna jama karoge, utna hi khulega. Ye koi paisa nahi, sirf aapki mehnat ka inaam hai.

🏆 Rashi Leaderboard

Is hafte ka sangram — apni rashi ka rank dekho, aur dekho kitne log aapki rashi me hain. Jeetne wali rashi ke sab logon ko 25 Tara.

Advanced Occult Astrology · Hansi, District Hisar, Haryana

Naye Advanced Sections — Santaan (Progeny)

Ye do concepts santaan (child birth) ke liye bahut important hain — sirf ek grah nahi, teen grah ka sanyog aur D9 (navamsa) dono dekhte hain.

  • 🔮 Beej Sphutak: Sun + Venus + Jupiter ke yog se shukra ki sthiti ka andaza. Odd sign shubh, even ho to dhyan. 60 ★ me khulta hai.
  • 🌸 Kshetra Sphutak: Moon + Mars + Jupiter ke yog se andanu ki sthiti. Even sign shubh, odd ho to dhyan. 65 ★ me khulta hai.
  • Kyun advanced: Dono D1 aur D9 (navamsa) dono me check hote hain — ek grah se nahi, teen grah ke sanyog se nateeja nikalta hai. Isse pata chalta hai santaan me kitna effort lagega.
  • Dhyan: Ye jyotish margdarshan hai, guarantee nahi. Kisi bhi medical concern ke liye doctor se salah lein.

Divorce Yoga

  • 💔 Divorce Yoga: D1 aur D9 ki 16 conditions se vivah tootne (divorce) ka yog dekha jata hai — 7th bhav, 7th lord, Shukra, Shani/Rahu/Ketu, Upapada Lagna, pap kartari wagairah. Har condition 10% jodti hai (max 100%). Jitni zyada conditions match, utna zyada yog. 55 ★ me khulta hai.
  • Dhyan: Ye jyotish margdarshan hai, guarantee nahi — rishton ke faisle samajh aur samvad se lein.

Master Code

Enter the code you were given — access opens straight away.

What a code gives

  • Whatever access that code was made for — a section, a report, Tara, or all of them
  • It opens the moment you press Apply, on this device

A code may be limited to one use. If a code will not work, ask support.

Coupon Code

Apne Tara ko coupon me badlo. Coupon se kisi bhi report par chhoot milegi.

★ Aapke paas 0 Tara hain

Aapke coupons

Abhi koi coupon nahi. Upar se banao.

Niyam

  • 90 Tara → 30% chhoot — kisi bhi report par.
  • 180 Tara → 50% chhoot — kisi bhi report par.
  • 300 Tara → 80% chhoot — kisi bhi report par.
  • Coupon ek baar hi chalta hai. Use hone ke baad khatam.
  • Ek report par ek hi coupon lag sakta hai.
  • Coupon aapke phone me save rehta hai. Browser ka data mitaya, to coupon bhi mit jayega.
  • Coupon ke saath order karne par Sahil ji aapko WhatsApp par payment link bhejenge.

Advanced Occult Astrology · Hansi, District Haryana, India

Sawal-Jawab

Yahan aam jyotish ke sawalon ke jawab hain — sabke liye, ek hi jagah. Neeche apna sawal bhi poochh sakte ho.

✉Apna sawal poochhein

Dhyan: yahan sirf aam sawal ka jawab diya jata hai. Aapki apni kundli ka sawal ho — jaise “meri shaadi kab hogi” — to uske liye consultation lena padega, kyunki wo aapki kundli dekh kar hi bataya ja sakta hai.

Ye jawab aam jyotish gyaan par hain. Har kundli alag hoti hai.

Aaj Aapke Liye

Aaj ke din ka shubh rang, shubh ank aur disha — aapki kundli aur aaj ke vara ke hisaab se.

Settings

App ke extra options yahan hain — AI support chat aur aapki saved kundliyan.

Language / BhashaApp ki bhasha chunein
⚖Method & SettingsKaun si paddhati use hoti hai

Ephemeris aur ayanamsa

  • Ephemeris: astronomy-engine — JPL-derived, takreeban 1 arcsecond tak sahi.
  • Ayanamsa: Lahiri (Chitrapaksha) — Bharat ka standard (Calendar Reform Committee). Swisseph se match karta hai.

Graha

  • Rahu aur Ketu: Mean node use hota hai (true node nahi).
  • Baaki grah sidereal (nirayana) me nikaale jaate hain.

Bhava (ghar)

  • Janam kundli: Whole-sign — rashi hi bhava hai, D1 Lagna se. Ye classical Parashari tarika hai.
  • Chalit: Bhava Chalit, Sripati cusps.
  • KP: Placidus cusps aur Krishnamurti ayanamsa (Lahiri se 5′49″ kam).

Divisional charts (Varga)

  • Parashari scheme, jaise BPHS me hai.
  • Shodashavarga: D1, D2, D3, D4, D5, D6, D7, D8, D9, D10, D11, D12, D16, D20, D24, D27, D30, D40, D45, D60.

Dasha

  • Vimshottari — 120 saal ka chakra, Chandra ki nakshatra se ginti.
  • Maha, Antar, Pratyantar, Sookshma aur Prana dasha ki tareekhein bhi dikhti hain.

Bal (strength)

  • Shadbala: BPHS Adhyay 27 ke anusar, virupa me (60 virupa = 1 rupa).
  • Ashtakavarga: classical benefic bindu. Sarvashtakavarga ka total 337 hota hai.

Doosre systems

  • KP (Krishnamurti Paddhati): 249 sub, Placidus.
  • Jaimini: Chara Karakas (AK se DK tak).
  • Nadi: Bhrigu Nandi Nadi (BNN).
  • Lal Kitab: ghar Lagna se gine jaate hain.

Samay (time)

  • Panchang aur Hora: aapki jagah ka sunrise/sunset. Din = sunrise se sunset, 12 hora me banta hai.
  • Timezone: jo aapne chuna (IANA).

Alag-alag astrologer alag kyun batate hain

Ye jaanna zaroori hai — jyotish me har cheez ek hi tarike se nahi hoti:

  • Ayanamsa: Lahiri ke badle KP ya Raman lene par positions 1° tak badal jaati hain.
  • Node: true node aur mean node me 1.5° tak farak aata hai.
  • D24, D27, D30, D40, D45, D60: in charts ke ek se zyada convention hain. Ye app Parashari/BPHS wala use karta hai.
  • Shadbala: kuch chhoti variants hain.
  • Bhava: whole-sign, Placidus ya Sripati — ghar ki position badal jaati hai.

Isliye agar kisi doosri app ya astrologer ka result thoda alag aaye, to wo galat nahi hai — bas paddhati alag hai.

Zaroori disclaimer

  • Jyotish ek paramparik margdarshan hai — koi pakkai nahi. Koi bhi kundli kisi result ki guarantee nahi de sakti.
  • Ye app doctor, vakil ya CA ka substitute nahi hai. Sehat, kanoon ya paise ke faisle ke liye qualified professional se milein.
  • Ek hi kundli do astrologer alag-alag padh sakte hain — jyotish me ye normal hai.
  • Kisi bhi bade faisle se pehle kisi anubhavi astrologer se baat karein.

Paddhati version: aoa-method-1 · Advanced Occult Astrology

Kundli Matching — Gun Milan

Do kundliyan daalo (ya saved kundli se chuno) aur Ashtakoota ke 36 gun milao. Person 1 = Varan (groom), Person 2 = Vadhu (bride).

Person 1 — Varan (Groom)

Person 2 — Vadhu (Bride)

Dono ki details bharo, phir Match dabao.

KP — Krishnamurti Paddhati

KP chart (Placidus cusps), ruling planets, grah ke star–sub–sub-sub lord, cusps aur bhava significators.

Pehle kundli banayein.

Numerology — Mulank, Bhagyank & Lo Shu

Janm tithi se Mulank, Bhagyank aur Lo Shu grid.

Pehle janm tithi chuno.

Child Name Numerology

Bachche ke naam ka nakshatra akshar, uska number aur janm ank se milan.

Kundli banayein, phir yahan naam ka hisaab dikhega.

Business Name Numerology

Company, shop ya brand ka naam likhein — uska number nikal aayega.

Gemstone Suggestion

Aapki kundli ke hisaab se ratna — lagna, grah ka bhav aur chalti dasha dekh kar. Yahan kundli dobara banane ki zaroorat nahi.

Astro AI

Aapki kundli padh kar jawab — ghar, grah aur dasha ka hawala dekar. Prediction nahi, guidance.

Subscription

₹99 / month — saare locked section khul jayenge, bina Tara. Saath me 1 Basic Kundli Report free.

♛
✦ NEW GAME

Graha Yuddha

Jyotish chess — aapke grahon ki shakti se khela jaane wala game. Jeetne par Tara milte hain.

♛ 500 levels ★ 9 grahas ✦ Real AI
Khelna shuru karein →
Full screen me khulta hai · free · koi download nahi

Tarot Reading

Man me apna sawaal rakho, ek spread chuno, aur cards shuffle karke draw karo. Ye reflection aur guidance ke liye hai — pakki bhavishyavani nahi.

Shraddha se poochho, phir draw karo.

AI Tarot Reader

Kuch bhi poochho — jaise "mera ex wapas aayega?", "career me kya hoga?", "paisa aayega?" — main cards dekh kar jawab dunga.

Explore your kundli

Your chart is ready. Tap any card below — or use the tabs at the bottom of the screen.

Method: Lahiri ayanamsa · mean node · whole-sign houses · Parashari vargas.

Rashi & Divisional Charts

Numbers in cells are rashi (1=Aries…12=Pisces). Each planet shows its D1 degree in small text (e.g. Su 12°34'). Ra/Ke = Rahu/Ketu; superscript mark = retrograde.

Panchang, Hora & Prashnavali

Houses — 4th & 11th Lord

Chautha ghar "sukh bhaav" hai — ghar, property, vahan, maa, man ki shaanti aur comfort. Yahan dekha jaata hai ki aapke 4th house ka lord kis ghar me baitha hai, aur usse aapka sukh kaisa rahega.

Timing of Marriage

⚠️ Dhyan dein: Yeh feature abhi vikas ke daur se guzar raha hai. Har update ke saath iski accuracy behtar hoti ja rahi hai, lekin abhi hum iske parinaamon ki poori guarantee nahi de sakte. Isliye ise ek margdarshan ki tarah dekhein — kisi bade nirnay se pehle Sahil Rao se salaah zaroor karein. Wo aapki poori kundli, dasha aur navamsa dekh kar vivah ka samay bata sakte hain.

Ishta Devta

Ishta Devta wo deity hai jiski energy aapse sabse zyada connect karti hai — Kuldevta se alag (wo poore parivaar ka hota hai). Do tarikon se dekha jaata hai: 5th house lord (jyotish) aur Karakamsha (Jaimini).

Reference — Grah se Ishta Devta

Golden Time Period (Golden Days)

Kab aayenge aapke achhe din? Ye Predictive Numerology + Jyotish ki technique hai — 5 houses (1, 2, 4, 9, 11) ki rashi aur unme baithe grahon ke fixed numbers se ek resultant house nikalta hai; us ghar ke grah aapke golden planets hote hain, aur unki dasha hi aapke golden days hain.

Planetary Positions (Sidereal / Nirayana)

BodyRashiPositionsDegreesNakshatraNakshatra LordHouseDignityCombust

Vimshottari Dasha

Yogas, Doshas & Lal Kitab Rin

Yogas present

Doshas / afflictions

Nadi — Bhrigu Nandi Nadi (BNN)

BNN reads planetary relationships, not houses. Any two planets in the same sign form a yuti (bond) — the lower-degree planet leads.

Trine circuits

Dharma = 1,5,9 · Artha = 2,6,10 · Kama = 3,7,11 · Moksha = 4,8,12

PlanetSignTrine

Nadi Slow-Planet Progression

The slow movers are the life-clock. Major = one sign per planet-period; Minor = a plain one sign per period from birth (e.g. Jupiter: exactly 1 year per sign). For the major round, the natal degree decides how far into the current sign it already is. Retrograde planets progress backward.

Planet: Age:

Major progression chart

Minor progression chart

Faded = natal position · green = progressed position (Jupiter, Saturn, Rahu, Ketu), on your natal D1 Lagna.

Major progression (12 years per sign)

Minor progression — 1 sign per year (natal sign = year 1)

Contacts — Jupiter in same / 5th / 7th / 9th sign

Natal planetSignContact ages

KP System (Krishnamurti Paddhati)

Placidus cusps

HouseCuspSignSign lordStar lordSub lord

Planets — star / sub / sub-sub lords

PlanetDegreeSignHouseStar lordSub lordSub-sub

Significators (A strongest → D weakest)

HouseABCD

Shadbala (Six-fold Strength)

Values in virupas (60 = 1 rupa). Method: BPHS Ch. 27.

PlanetSthanaDigKalaCheshtaNaisar.DrikRupasReq%RankVerdict

Bhava Bala (house strength)

Har ghar ki taqat = uske swami ki Shadbala + bhava dig bala + bhava drishti bala (BPHS). 60 virupas = 1 rupa.

HouseSignLordLord balaDigDrishtiRupasRank

Method comparison — Raman & Phaladeepika

Default upar BPHS hai. Neeche wahi chart Raman (Sripati) ke method se (dig bala ghar ke midpoint se, nathonnatha midnight se time se) aur Phaladeepika ki required-minimum table ke saath. Rupas ka farak method ka hai, galti ka nahi.

PlanetBPHS rupasRaman rupasRaman %Phaladeepika %

Ashtakavarga

Bhinnashtakavarga per planet (points in each rashi) and Sarvashtakavarga (total).

Chart shows:

Big number = bindus in that rashi, on your natal D1 Lagna. In SAV mode the small line under it is the 7 planets' individual bindus.

Transit (Gochara)

Transit date & time:

Chart uses your natal D1 Lagna as the ascendant, with the transit positions above.

PlanetTransit RashiDegreeHouse from MoonHouse from Lagna

Jaimini Chara Karakas

Computed from the seven planets (Sun through Saturn), ranked by degree within sign. Rahu and Ketu are not taken as chara karakas. Atmakaraka (AK) = sabse zyada degree · Darakaraka (DK) = sabse kam degree wala grah (vivah ka karaka).

KarakaPlanetDegree in sign

Kya matlab hai: Atmakaraka (AK) = aatma, Amatyakaraka (AmK) = career/karya, Bhratrikaraka (BK) = bhai-behen, Matrikaraka (MK) = maa, Putrakaraka (PK) = santaan, Gnatikaraka (GK) = gnati/rukawat, Darakaraka (DK) = vivah/spouse ka karaka (sabse kam degree wala grah).

Special Rules — Career

Five classical career checks, read from the natal chart (whole-sign houses from your D1 Lagna).

Numerology

From your birth date and name — Mulank (root number), Bhagyank (destiny number), the Lo Shu grid and its planes.

Planes & arrows

Missing numbers

Number meanings

No.PlanetElementDirectionGoverns
Astrology Consultation

One Honest Conversation Can Help You See Everything Clearly

Speak directly with Sahil Rao — a Vedic astrologer who reads your chart, not just your stars. Clarity, direction and remedies for what is really holding you back.

3+Years of practice
1,000+Charts read
1-on-1Personal call
Sahil Rao
Sahil Rao
Sahil RaoVedic Astrologer · Kundli & Remedies

Why People Value a Call With Sahil

No vague predictions. A focused reading built around your own birth chart.

Spiritual Precision

Classical Vedic methods — divisional charts, dasha and yogas — turned into plain, usable insight.

No Sugarcoating

You get honest clarity and direction — not flattery. What the chart says is what you hear.

One Session, Real Shifts

A single focused call is often enough to change how you see and approach your situation.

Remedies That Work

Practical remedies aligned with your planetary blueprint — simple, doable and personal.

Let’s Get to the Root of What’s Holding You Back

Pinpoint the blocks in your life — one area at a time.

Career
  • Why does success feel slow or just out of reach?
  • Is it time to switch paths or start something new?
  • Which work will truly fulfil you?
Love & Relationships
  • Why do relationships feel confusing or heavy?
  • Is your current partner the right one?
  • What is causing delays or friction?
Money & Growth
  • Why does money come in but never stay?
  • Is something blocking your growth?
  • What builds real financial stability?
Health & Inner Peace
  • Why the same energy dips again and again?
  • Is stress affecting your well-being?
  • What is the best way to start healing?

Choose the One That Fits You Best

Sometimes, one call to the right person can change everything.

Sahil Rao
Consultation Callwith Sahil Rao

Ideal for individuals seeking clarity and solutions — a personal reading of your own kundli, with clear next steps.

Mode
Duration
Consultation Type
Includes
  • In-depth birth chart (kundli) analysis
  • Clear direction for career, money & relationships
  • Personal remedies aligned with your planetary blueprint
  • Live 20-minute call — Audio or Video, your choice
₹3,000 70% OFF
₹900/ 20 minutes
✦ Diwali Offer · sirf kuch din
Registration form opens next · pay online via Razorpay · booking details reach Sahil directly
Sahil Rao
Chat Consultationwith Sahil Rao

Ideal for quick questions — ask your doubts over chat and get clear, personal answers from your own kundli, without waiting for a call.

Mode
Includes
  • Chat-based consultation with Sahil Rao
  • Answers to your specific questions
  • Guidance & remedies shared in text
₹2,500 80% OFF
₹49915 min chat consultation
✦ Diwali Offer · sirf kuch din
Registration form opens next · pay online via Razorpay · booking details reach Sahil directly
⚡ QUICK ANSWER

1 sawal — seedha jawab

Ek hi sawal poochhiye, Sahil khud aapki kundli dekh kar jawab denge. Chhoti baat ke liye poori consultation ki zaroorat nahi.

₹499 80% OFF
₹991 sawal · kundli ke hisaab se
✦ Diwali Offer · sirf kuch din
Payment ke baad sawal ka jawab WhatsApp par milega · sirf ek sawal
Advanced Occult Astrology · Consultation desk · Sahil Rao

Kundli Reports (PDF)

Aapki poori kundli ki likhit report — saare charts, dasha, yogas, doshas aur upay ek PDF me. Aapki birth details se turant ban jaati hai.

⚠ Report lene ke liye pehle kundli banayein
Report aapki janm details se banti hai — naam, janm tithi, samay aur sthan. Isliye pehle Home par jaakar Generate Kundli dabayein. Uske baad hi report kharidi ja sakti hai.

ℹ Report ki bhasha: ye report Hinglish me hai — Hindi shabd, English script. Settings me app ki bhasha badal sakte hain, par report ka content Hinglish hi rahega.

Rashi Leaderboard

Is hafte ka sangram — 12 rashiyon me kaun sabse aage

Load ho raha hai…
Jeetne wali rashi ke sab logon ko 25 Tara. Har Somvar naya hafte shuru.

Sabka Rashifal

Is hafte poore community ka rashi pulse

Load ho raha hai…

Muhurat Finder

Kaam chuno — agle 30 din ke shubh muhurat

Approx. panchang (traditional rules). Final muhurat apne local panchang se confirm karein.

WhatsApp par poochhein